Unwan :
Join Whatsapp Group Join NOW
Ramazaan Ke Sath Musalsal Rajab Aur Shaban Ke Poooray Rozay Rakhna.
Sawal :
Sawal: Kya Farmatay Hain Ullama e Deen O Mftyan Karaam isMasle Ke Baray Mein:
- Baaz Jagah Berlvi Hazraat Maheena Ramazaan Ke Ilawa Mukammal Aur Musalsal Rajab Aur Shabaan ke Maheno Ke Rozay Bhi Rakhtay Hain,
Kya Huzoor Sallallaho Alaihi Wasallam Ke Kisi Qoul Ya Amal Se Is Ka Saboot Milta Hai? - Sunnat Samajh Kar Yeh Rozay Rakhay Jayen Ya Sunnat Nahi Samajh kar, Dono he Sooraton Mein Kya Hukum Hai?
Jawab:
Bismillah Hir’rahman Nir’rahim,
( 1 ) Mukml Aur Musalsal Rajab O Shabaan Ke Rozay Rkhna is ka Hazrat Nabi Karem Sallallaho Alaihe Wasallam Se Saboot Nahi Melta hai, Na he Ap ke Irshadat me Aur Na he Aap Ke Aml me.
( 2 ) Sunnat Samajh Kr Rajab O Shabaan Ke Rozay Rkhna is Soorat me Shai nai hai,
Ye Nafl Roze ki Niyat se koi Roze rakh le tu Nafli Roze Ho jaen gye,
Faqt Wallaho Aallmuo.
Ref: Darul ifta Darul Uloom Deoband India
Fatwa No: 987-714/H=07/1443