Join Whatsapp Group Join NOW
Sawal:: Roze mein agar wazu ke dauran ghalti se halq mein paani chala gaya to kya saat (60) roze rakhenge ya ek hi roza rakhna hoga? Rahnumai farmayein.
Jawab:
Surat-e-Mas’ulah mein agar roze kee halat mein kali karte waqt galti se halq mein paani chala jaye aur rozah yaad ho to is se rozah toot jayega aur sirf isi ek roze ki qazaa lazim hogi,kaffarah lazim nhi hoga.Aur agar rozah hi yaad nahi tha to halq mein paani jaane se rozah nahi tootega.
Fatawa Shami mein hai:
Dalail:
“(وإن أفطر خطأ) كأن تمضمض فسبقه الماء…
(قوله: وإن أفطر خطأ) شرط جوابه قوله الآتي قضى فقط وهذا شروع في القسم الثاني وهو ما يوجب القضاء دون الكفارة بعد فراغه مما لا يوجب شيئا والمراد بالمخطئ من فسد صومه بفعله المقصود دون قصد الفساد نهر عن الفتح (قوله: فسبقه الماء) أي يفسد صومه إن كان ذاكرا له وإلا فلا؛ لأنه لو شرب حينئذ لم يفسد فهذا أولى وقيل إن تمضمض ثلاثا لم يفسد وإن زاد فسد بدائع”.
(کتاب الصوم، باب مایفسد الصوم ومالایفسد، ج:2، ص:401، ط:ایچ ایم سعید)
Faqt Wallaho Aallmuo.
Fatwa No: 144506101542
Fatwa Center: Darul Ifta Jamiatul Uloom Islamia Binori Town
Related Hash Tags:
#RozeKiHalat
#GhaltiSePaniHalqMeJaane
#RozeKiQazaKaHukm
#RozeKiHalatMeGhalti
#PaniHalqMeJaaneSeRozeKiQaza
#RozeKiGhalti
#PaniHalqMeJaaneKaAnjam
#RozeKiQaza
#GhaltiSePaniHalqMeGirna
#RozeKiHifazat
Same Searcheing queries:
Roze ki halat me ghalti se pani halq me jaane se roze ki qaza ka hukm:
1. Pani halq me chale jaye toh roze ki qaza wajib hojati hai
2. Roze ki halat me pani halq me jaane se roze toot jate hain
3. Pani halq me chala jaye toh roze ki qaza karna zaruri hai
4. Roze ki halat me ghalti se pani halq me chale jaye toh roze ki qaza ka hukm
5. Roze ki halat me pani halq me chale jaye toh roze ki qaza karna farz hojata hai
6. Pani halq me jaane se roze ki qaza ka hukm kya hai?