rozah ki haalat mein maqa’ad mein paani chale jaane se rozah ke fasad ka hukm

By Abdullah

Join Whatsapp Group Join NOW

Sawal:: Roza ki halat mein istinja ke doran agar ghalti se maqeed mein pani chala jaye aur nikal bhi jaye to kya is se roza fasid ho jayega, (Muslim shower istemal karte hue chala jata hai)? Aur agar ho gaya to kya kaffarah bhi ho jayega? Nez la’almi ke zamane mein agar ye fail sarzad hua ho to kya rozon ki qaza aur kaffarah wajib hai?

Jawab:

Surat-e mas’ulah mein agar qazaye hajat ke waqt pani maqaid ke andar tak pahunch gaya chahe pani nikle ya na nikle dono surton mein roza tut jayega, albatta kaffarah lazim nahi hoga.

Nizaagrabulughat ke baad mas’ala maloom na hone ki wajah se mazkoora fail sarzad hota hai, aisi surat mein jitne rozon mein mazkoora fail sarzad hua, un tamam rozon ki qaza lazim hogi.

Fatawa Shami mein hai 🙂

Dalail:

“أدخل أصبعه اليابسة فيه) أي دبره أو فرجها ولو ‌مبتلة فسد، ولو أدخلت قطنة إن غابت فسد وإن بقي طرفها في فرجها الخارج لا، ولو بالغ في الاستنجاء حتى بلغ موضع الحقنة فسد وهذا قلما يكون ولو كان فيورث داء عظيما.”

(كتاب الصوم ، ‌‌باب ما يفسد الصوم وما لا يفسده ج: 2 ص : 397 ط : سعيد)

فتاوی ہندیہ میں ہے :

“وإذا خرج دبره، وهو صائم ينبغي أن لا يقوم من مقامه حتى ينشف ذلك الموضع بخرقة كي لا يدخل الماء جوفه فيفسد صومه ولهذا قالوا لا يتنفس في الاستنجاء إذا كان صائما كذا في محيط السرخسي في باب الاستجمار.”

(كتاب الصوم ،النوع الأول ما يوجب القضاء دون الكفارة ج : 1 ص : 204 ط : رشيدية)

فقط والله أعلم

Faqt Wallaho Aallmuo.

Fatwa No: 144404101383
Fatwa Center: Darul Ifta Jamiatul Uloom Islamia Binori Town

Related Hash Tags:

#RozahKiHaalat
#MaqaadMeinPaani
#RozahKeFasad
#HukmOnWaterInMaqaad
#WaterSpillageInMaqaad
#RozahEtiquettes
#RespectingRozah
#MaintainingRozah
#PreservingRozah
#RozahGuidelines

Same Searcheing queries:
rozah ki haalat mein maqa’ad mein paani chale jaane se rozah ke fasad ka hukm:

1. rozah ki haalat mein maqa’ad mein paani chale jaane ka asar
2. rozah ke fasad ka hukm paani chale jaane se
3. maqa’ad mein paani chale jaane ke rozah par asar
4. paani chale jaane se rozah ki haalat mein fasad
5. rozah ke fasad ka hukm paani chale jaane par
6. maqa’ad mein paani chale jaane se rozah ki halat mein kya hoga