Join Whatsapp Group Join NOW
Sawal:: Jo shakhs Ramzan ul Mubarak mein safar ki halat mein din ke waqt apni biwi se jamaa kare, us ka kya hukam hai? Dono miyan biwi Ramzan ke mahine mein Umrah ke liye tashreef le gaye, Jeddah sheher mein qayam ke doran dono ne sehri ki aur Fajr ki namaz ada karne ke baad shohar ne apni biwi se mubashrat ki aur biwi ke saath jamaa kiya.
Jawab:
“Ramzan-ul-Mubarak mein din ke waqt safar ke doran agar miyan biwi roze ki halat mein jamaa karain to roza fasid hojayega aur dono par qaza lazim hogi, kaffara nahi.
Surat-e-mas’ala mein Ramzan-ul-Mubarak mein agar miyan biwi ne sehri khane aur fajr ki namaz ada karne ke baad mubashrat aur jamaa kiya ho, to dono par muzkoorah roza ki qaza lazim hai, kaffara nahi, basharteke miyan biwi ne Jeddah shehr mein 15 din se kam rehne ki niyat ki ho, agar Jeddah shehr mein 15 din se ziyada rehne ki niyat ho to phir roza ki halat mein jamaa karne se qaza aur kaffara dono lazim hain.”
Dalail:
کتاب الاصل میں ہے:
“قلت أرأيت الرجل يصبح في شهر رمضان صائما ثم يسافر وقد عزم على الصوم ثم يفطر في سفره ذلك هل عليه مع القضاء كفارة قال لا قلت لم قال للشبهة التي دخلت لأنه إنما أفطر وهو مسافر.”
(كتاب الصوم، ج:2، ص:234، ط:إدارة القرآن والعلوم الإسلامية بكراتشي باكستان)
فتاوی شامی میں ہے:
“(ولو نوى مسافر الفطر) أو لم ينو (فأقام ونوى الصوم في وقتها) قبل الزوال (صح) مطلقا (ويجب عليه) الصوم (لو) كان (في رمضان) لزوال المرخص.”
(كتاب الصوم، فصل في العوارض المبيحة لعدم الصوم، ج:٢، ص:٤٣١، ط:سعيد)
Faqt Wallaho Aallmuo.
Fatwa No: 144409100780
Fatwa Center: Darul Ifta Jamiatul Uloom Islamia Binori Town
Related Hash Tags:
#RozahKiHalatMeJamaKarneKaHukm
#SafarMeRozahKiHalatMeJamaKarneKaHukm
#RozahJamaKarneKaHukmSafarMe
#HalatMeRozahJamaKarneKaHukm
#SafarKeDuranRozahJamaKarneKaHukm
#RozahKiHalatMeSafarMeJamaKarneKaHukm
#SafarMeRozahJamaKarneKaHukm
#RozahJamaKarneKaHukmSafarMe
#HalatMeRozahJamaKarneKaHukm
#SafarMeRozahKiHalatMeJamaKarneKaHukm
Same Searcheing queries:
safar ke duran rozah ki halat me jama karne ka hukm, safar mein roza rakhne ka masla, rozah ki halat mein safar karna, safar mein rozah rakhne ke ahkam, rozah me safar karne ki sharai haisiyat, safar ke doran roza rakhne ka sharai hukm