Join Whatsapp Group Join NOW
Sawal:: Agar aik aurat istihaza ke khoon ko haiz samajh kar roza tor de to is surat mein qaza lazim hai ya kaffara? Jab ke 15 din ki muddat ka masla aurat ko pata tha, lekin ise ye andaaza nahi tha ke 15 din ki muddat ka shumar sabiqa haiz ke band hone se karna hai ya shuru hone se? Jabke haiz guzre 15 din se kam muddat guzri hai.
Jawab:
Surat-e mas’oolah mein agar mazkoorah aurat istihaza ke khoon ko haiz samajh kar roza tor diya to sirf qaza lazim hogi, kaffarah lazim nahi hoga.
Dalail:
الفقہ الاسلامی وادلتہ میں ہے:
“ما يوجب القضاء والكفارة والتعزير …….. أن يكون معتقداً صحة صومه: فلا كفارة على من جامع عامداً بعد الأكل ناسياً وظن أنه أفطر بالأكل، لأنه يعتقد أنه غير صائم، وإن كان الأصح بطلان صومه بهذا الجماع.”
(البَابُ الثَّالث: الصِّيامُ والاعتكاف،الفصل الأول: الصيام،المبحث السابع ـ ما يفسد الصوم وما لا يفسده،الثاني – ما يوجب القضاء والكفارة والتعزير،668/2، ط:دارالفكر.)
فتاوی ہندیہ میں ہے:
”وإذا احتلم فظن أن ذلك أفطره فأكل بعد ذلك متعمدا لا كفارة عليه هكذا في المحيط. وإن علم حكم الاحتلام كفر كذا في الظهيرية.”
(كتاب الصوم،الباب الخامس في الأعذار التي تبيح الإفطار،206/1،ط:رشيدية)
فتاوی ہندیہ میں ہے:
“لو أكل مكرها أو مخطئا عليه القضاء دون الكفارة كذا في فتاوى قاضي خان. المخطئ هو الذاكر للصوم غير القاصد للفطر إذا أكل أو شرب هكذا في النهر الفائق.”
(كتاب الصوم،الباب الرابع،النوع الأول ما يوجب القضاء دون الكفارة،202/1،ط:رشيدية)
Faqt Wallaho Aallmuo.
Fatwa No: 144409101578
Fatwa Center: Darul Ifta Jamiatul Uloom Islamia Binori Town
Related Hash Tags:
#AuratRozaTorDe
#IshtehazaKhunHaiz
#RozayKiHalat
#HaizYaIshtehaza
#AuratKiSehat
#RozaAurIshtehaza
#HaizYaIshtehazaKaFarak
#RozayKeMasail
#IshtehazaKeNuskhe
#AuratKiJismaniTabdeeli
Same Searcheing queries:
aurat ishtehaza ke khun ko haiz samjh kar roza tor de
– Aurat ka ishtehaza aur haiz ka farq
– Roza torne ka masla: ishtehaza aur haiz
– Aurat ki ishtehaza ki alamat aur iska shari hukam
– Haiz aur ishtehaza mein farq samajhna zaruri hai
– Roza torne ki wajah: ishtehaza aur haiz
– Ishtehaza ke khun ko haiz samajh kar roza kaise tor de