janābat kī ḥālat meñ rozā rakhnā

By Abdullah

Join Whatsapp Group Join NOW

Sawal:: Jinbi honay ki surat mein roza to rakh liya, magar ghusl na kar ke namaz ada na ki, kya roza ho jayega? Agar ho jayega to kya durust ho ga? Ya makrooh ho ga? Ya lootana/kaffarah ada karna wajib ho ga?

Jawab:

“Roze ke liye paaki shart nahi, is liye paak hona roze se mana nahi hai, lehaza janabat ki halat mein sehri karke roza rakh lenay se roza hojata hai, taham bila udhar aisa karna behtar nahi, is se qaza ya kaffarah lazim nahi, albatta ghusl mein susti ki wajah se itna takheer karna ke suraj nikal aaye aur namaz fajr qaza hojaye, yeh gunah hai, is se roza bhi makrooh hoga, lehaza is par tauba wa astaghfar ke sath namaz ki qaza lazim hai.”

Dalail:

الدر المختار وحاشیہ ابن عابدین میں ہے:

“(أو أصبح جنبا و) إن بقي كل اليوم (أو اغتاب) من الغيبة ………. (أو ذاق شيئا بفمه) وإن كره (لم يفطر) جواب الشرط….”

(کتاب الصوم،ج2،ص400،ط؛سعید)

Faqt Wallaho Aallmuo.

Fatwa No: 144409100368
Fatwa Center: Darul Ifta Jamiatul Uloom Islamia Binori Town

Related Hash Tags:

1. #JanabatMeinRoza
2. #RozaInJanabat
3. #RozayKaHaalat
4. #RozaInImpurity
5. #FastingInJanabat
6. #RozaAndJanabat
7. #PurityAndFasting
8. #RozaDuringImpurity
9. #FastingWithJanabat
10. #RozaInUncleanliness

Same Searcheing queries:
janābat kī ḥālat meñ rozā rakhnā LSI keywords:

1. janābat ke masail meñ rozā rakhnā
2. janābat kā asar rozē par
3. janābat kī ḥālat meñ roze rakhne kā hukm
4. janābat kī ḥālat meñ rozē kī qadr
5. janābat kī ḥālat meñ rozē kī ahmiyat
6. janābat kī ḥālat meñ rozē ke masāil