Khjoor ke chilke roza ki haalat pet mein chaley jaayein to iska hukm

By Abdullah

Join Whatsapp Group Join NOW

Sawal:: Agr sehri ke waqt khajoor khaa’i, aur iss ke chhilke munh mein reh jaayein, sehri ka waqt khatam ho jaane ke baad woh ander chale jaayein, to kya roza toot jaayega?

Jawab:

“Roza ka waqt shuru hone se pehle jokhjor ke chhilke munh mein hain, agar roza ka waqt shuru hone ke baad roza ki halat mein woh khaale chaabakar khaaye ya baghair chaabay nigal le, toh aisi soorat mein agar un chhilkon ke maqdar chane ke daane ke barabar ya iss se zyada ho, toh iss se roza fassid hojayega, aur agar woh chhilke chane ke daane se kam hon, toh iss se roza fassid nahi hogaa, albatta qasdan aisa karna makrooh hai.”

Dalail:

فتاوی شامی میں ہے:

“(أو ابتلع ما بين أسنانه وهو دون الحمصة) لأنه تبع لريقه، ولو قدرها أفطر كما سيجيء

(قوله: لأنه تبع لريقه) عبارة البحر؛ لأنه قليل لا يمكن الاحتراز عنه فجعل بمنزلة الريق.”

وفیہ ایضاً:

“(وإن أفطر خطأ) كأن تمضمض فسبقه الماء أو شرب نائما أو تسحر أو جامع على ظن عدم الفجر

(قوله: وإن أفطر خطأ) شرط جوابه قوله الآتي قضى فقط وهذا شروع في القسم الثاني وهو ما يوجب القضاء دون الكفارة بعد فراغه مما لا يوجب شيئا والمراد بالمخطئ من فسد صومه بفعله المقصود دون قصد الفساد نهر عن الفتح”

(کتاب الصوم ،باب مایفسد الصوم ومالایفسدہ،ج:2،ص:396،401 ،ط:سعید)

فتاوی عالمگیری میں ہے:

“وإن أكل ما بين أسنانه لم يفسد إن كان قليلا وإن كان كثيرا يفسد، والحمصة وما فوقها كثير، وما دونها قليل، وإن أخرجه، وأخذه بيده ثم أكل ينبغي أن يفسد كذا في الكافي، وفي الكفارة أقاويل قال الفقيه – رحمه الله تعالى -: والأصح أنه لا تجب الكفارة كذا في الخلاصة.”

(کتاب الصوم ،الباب الرابع،ج:1،ص:202،ط:دار الفکر)

Faqt Wallaho Aallmuo.

Fatwa No: 144409100274
Fatwa Center: Darul Ifta Jamiatul Uloom Islamia Binori Town

Related Hash Tags:

#KhjoorKeChilke
#RozaKiHaalat
#PetMeinChaleyJaayein
#HukmForKhjoorKeChilke
#RozaHukmForKhjoorKeChilke
#KhjoorKeChilkeInRamadan
#RozaAndKhjoorKeChilke
#KhjoorKeChilkeInStomach
#RozaHukmForStomachAilment
#KhjoorKeChilkePetMeinChaleyJaaneKaHukm

Same Searcheing queries:
Khjoor ke chilke roza ki haalat pet mein chaley jaayein to iska hukm:

1. Roza mein khjoor ke chilke nigalne ka hukm kya hai?
2. Roza ke dauran khjoor ke chilke pet mein chaley jaane par kya karna chahiye?
3. Roza mein khjoor ke chilke nigalne se roza toot jata hai ya nahi?
4. Roza mein khjoor ke chilke nigalne se pet mein koi nuksan ho sakta hai?
5. Roza mein khjoor ke chilke nigalne se roza qubool hota hai ya nahi?
6. Roza mein khjoor ke chilke nigalne ka fiqhi hukm kya hai?