Join Whatsapp Group Join NOW
Sawal:: Ek aadmi ne apni biwi ke saath mulaqat ki, is doran baghair dakhool ke inzaal hogaya yaani roza fasid hogaya. Is ke baad usne kha pi bhi liya aur dakhool bhi kar liya, toh us ka kya hukam hai?
Jawab:
Surat-e mas’oolah mein roze ki haalat mein biwi se mila’ubat karne ki surat mein mard ko inzaal ho aurat ko nahi hua toh is surat mein mard ka roza fasid hogaya aurat ka roza barqarar tha, aur ehtiram-e-Ramzan mein baqi din mard ko khane peene se ijtinaab karna zaroori tha, lekin is ke baad agar dono ne kha pi liya ya dakhool kar liya aur is amal mein aurat par shar’i jabr bhi nahi tha toh mard par sirf qaza lazim hai jabke aurat par qaza aur kaffarah dono lazim hain, lekin agar dono ko inzaal hua is ke baad dono ne kha aur pi liya phir dakhool bhi kiya toh is surat mein dono par roze ki qaza zaroori hai, kaffarah lazim nahi hai.
Fatawa Hindiya mein hai:
Dalail:
“من جامع عمداً في أحد السبيلين فعليه القضاء والكفارة، ولايشترط الإنزال في المحلين، كذا في الهداية. وعلى المرأة مثل ما على الرجل إن كانت مطاوعةً، وإن كانت مكرهةً فعليها القضاء دون الكفارة”.
(کتاب الصوم ،فصل مایجب القضاء والکفارۃ،1/ 205،المطبعة الكبرى الأميرية ببولاق مصر)
فتاوى هندية میں ہے :
”وإذا قبل امرأته، وأنزل فسد صومه من غير كفارة، كذا في المحيط. ۔۔۔۔ والمس والمباشرة والمصافحة والمعانقة كالقبلة، كذا في البحر الرائق”.
(کتاب الصوم ، النوع الاول مایجب القضاء دون الکفارۃ،1/ 204،المطبعة الكبرى الأميرية ببولاق مصر)
الدر المختار وحاشية ابن عابدين میں ہے :
“ولذا ذكر في البدائع الأصل المذكور ثم قال: وكذا كل من وجب عليه الصوم لوجود سبب الوجوب والأهلية ثم تعذر عليه المضي بأن أفطر متعمدًا أو أصبح يوم الشك مفطرًا، ثم تبين أنه من رمضان أو تسحر على ظن أن الفجر لم يطلع ثم تبين طلوعه، فإنه يجب عليه الإمساك تشبهًا اهـ”.
(کتا ب الصوم ،باب ما یفسد الصوم ومالایفسدہ 2 / 408،سعید)
Faqt Wallaho Aallmuo.
Fatwa No: 144409101247
Fatwa Center: Darul Ifta Jamiatul Uloom Islamia Binori Town
Related Hash Tags:
#MulaqbatKeBaadHukam
#InzaalKeBaadKhanayPeenayKaHukam
#MulaqbatKeBaadHukamKhanayPeenayKa
#InzaalKeBaadHukamMulaqbatSe
#KhanayPeenayKaHukamMulaqbatKeBaad
#InzaalKeBaadKyaKhanayPeenayKaHukam
#MulaqbatKeBaadKyaKhanaPeenaChahiye
#InzaalKeBaadKyaKhanaPeenaHai
#MulaqbatSeInzaalKeBaadKyaKhanaPeena
#KhanayPeenayKaHukamMulaqbatSeInzaalHonayKeBaad
Same Searcheing queries:
mulaqbat se inzaal honay ke baad khanay aur peenay ka hukam, mulaqbat ke baad kya khana chahiye, mulaqbat ke baad kya peena chahiye, mulaqbat ke baad kya khane se bachna chahiye, mulaqbat ke baad kya peene se bachna chahiye, mulaqbat ke baad kya khane peene ka tarika