Rozah mein niswaar ke istemaal se kaffarah lazim hoga ya qazaa?

By Abdullah

Join Whatsapp Group Join NOW

Sawal:: Ramzan al-Mubarak ke rozay mein naswar lagane ki surat mein rozay ki qaza lazim hogi ya kaffara?

Jawab:

Wazeh rahe ke rozay ke doraan naswar lagane ki surat mein agar is ke zarraat halaq se neeche jayen gi to rozah fasid ho jayega, aur qaza lazim hogi, kaffarah nahi, aur agar is ke zarraat halaq se neeche nahi jayen gi to jane ki ihtimal ki wajah se rozah makrooh hoga, is liye rozay ke doraan naswar nahi lagana chahiye.

Fatawa Alamgiri mein hai 🙂

Dalail:

‘ولو مص الهليلج ‌فدخل ‌البزاق حلقه لم يفسد ما لم يدخل عينه كذا في الظهيرية.”

(كتاب الصوم،الباب الرابع فيما يفسد وما لا يفسد،النوع الأول ما يوجب القضاء دون الكفارة،ج:1،ص:203،ط:دار الفكر بيروت)

فتویٰ عالمگیری میں ہے:

”‌وكره ‌ذوق شيء، ومضغه بلا عذر كذا في الكنز.”

(الباب الثالث فيما يكره للصائم، وما لا يكره، ج:1، ص:199، ط: المكتبة الحبيبية )

“فتاوی دار العلوم دیوبند”میں ہے:

“سوال :حقہ نوشیدن و نسوار شمیدن در انف مفسد صوم است یا نہ

الجواب:حقہ نوشید ن مفسد صوم است و نسوار شمیدن در انف نیز مفسد صوم است۔”

(وہ چیزیں جن سے روزہ ٹوٹ جاتا ہے اور صرف قضا واجب ہوتی ہے، ج:6، ص:418،ط:دار الاشاعت)

Faqt Wallaho Aallmuo.

Fatwa No: 144409101390
Fatwa Center: Darul Ifta Jamiatul Uloom Islamia Binori Town

Related Hash Tags:

#NiswaarInRozah
#KaffarahOrQazaa
#RozahMeinNiswaar
#NiswaarKeIstemaal
#KaffarahYaQazaa
#RozahKaNiswaar
#NiswaarKaKaffarah
#QazaaOrKaffarah
#RozahAndNiswaar
#KaffarahVsQazaa

Same Searcheing queries:
rozah mein niswaar, niswaar ke istemaal, kaffarah, lazim hoga, qazaa