roze ki haalat mein dentist se elaaj karwane ka hukm.

By Abdullah

Join Whatsapp Group Join NOW

Sawal:: Kya roze ki haalat mein dentist se ilaaj karwa sakte hain?

Jawab:

“Roza ki halat mein dentist se ilaj karwana jaiz hai, agar dentist se ilaj karwana daant nikaalne ki soorat mein hota hai to daant nikaalte waqt is baat ka khayal rakhna zaroori hai ke khoon halaq se andar na jaye. Isi tarah agar daant mein dard ki soorat mein dawai lagane ki zaroorat par jaye to is baat ka khayal rakhna zaroori hai ke dawai halaq se andar na jaye. Lihaza agar daant nikaalte waqt ya dawai lagane ki soorat mein khoon ya dawai halaq se andar chalagaya to roza fasid hojayega.

Fatawa Shami mein hai :)”

Dalail:

“من ‌قلع ‌ضرسه في رمضان ودخل الدم إلى جوفه في النهار ولو نائما فيجب عليه القضاء إلا أن يفرق بعدم إمكان التحرز عنه فيكون كالقيء الذي عاد بنفسه فليراجع.”

(كتاب الصوم، باب ما يفسد الصوم و مالايفسده، ج:، ص:٢٩٦، ط:سعيد)

تحفۃ الفقہاء میں ہے:

“أما وجوب القضاء فيتعلق بمطلق الإفساد سواء كان بعذر أو بغير عذر وجد الإفساد من حيث الصورة أو من حيث المعنى فيه شبهة الإباحة أو حرام من كل وجه وذلك بوصول شيء ‌من ‌الخارج إلى الجوف.”

(كتاب الصوم، ج:، ص:٣٥٥، ط:دار الكتب العلمية بيروت)

Faqt Wallaho Aallmuo.

Fatwa No: 144409100266
Fatwa Center: Darul Ifta Jamiatul Uloom Islamia Binori Town

Related Hash Tags:

#RozeKiHaalatMeinDentistSeElaaj
#RozeKaElaajDentistKePaas
#DentistKaHukmRozeKiHaalatMein
#RozeMeinDentistSeElaajKarwana
#RozeKiHalatMeinDentistKaSahara
#DentistKaHukmRozeMeinElaajKarwao
#RozeKiHalatMeinDentistSeMashwara
#DentistKaHukmRozeMeinElaajJaruri
#RozeMeinDentistKePaasJanaZaruri
#DentistSeElaajRozeKiHaalatMein

Roze ki halat mein dentist se elaaj karwane ka hukm