Roze me video Dekhne say Inzaal hojaye

By Abdullah

Join Whatsapp Group Join NOW

Sawal:: Agr kisi rozadar shakhs ki Ramzan ul Mubarak ke mahine mein mobile mein kharab videos dekhne ke baad mani nikal aaye to is shakhs ka roza sahih rahega ya dobara qaza karni hogi ya kaffara?

Jawab:

Surat-e mas’ulah mein roza daar ko sirf fahash tasweer aur video dekhne ki wajah se inzaal (mani ka nikalna) hojaye, isne musht zani waghera nahi ki ho toh uska roza baqi rahega, fasid nahi hoga, lekin agar musht zani ya apne kisi aur amal ki wajah se inzaal ho toh uska roza fasid hojayega, is surat mein sirf qaza lazim hogi, kaffarah lazim nahi hoga. Wazeh rahe ke roza daar ka Ramazan mein mazkoorah harkat aam dino mein aisi harkat karne ke gunah se bhi zyada sakht gunah hai, lehaza aisi harkat se mukammal ijtinaab karna chahiye.

Fatwa Shami mein hai.

Dalail:

“(وكذا الاستمناء بالكف) أي في كونه لا يفسد لكن هذا إذا لم ينزل أما إذا أنزل فعليه القضاء”.

(کتاب الصوم، ص:399، ج:2، ط:سعید)

فتاوی قاضی خان میں ہے:

“وكذا إذا نظر إلى امرأة فأنزل أو تفكر فأمني لايفسد صومه”.

(كتاب الصوم، ص:185، ج:1، ط:دار الكتب العلمية)

Faqt Wallaho Aallmuo.

Fatwa No: 144503101036
Fatwa Center: Darul Ifta Jamiatul Uloom Islamia Binori Town

Related Hash Tags:

#RozeMeVideoDekhneSayInzaalHoJaye
#RozaVideoDekhnaInzaalHoJaye
#InzaalHoJayeRozeMeVideoDekhneSe
#VideoDekhneSayRozeMeInzaalHoJaye
#RozaAurVideoDekhnaInzaalHoJaye
#RozeMeVideoDekhKarInzaalHoJaye
#InzaalHoJayeRozeMeVideoDekhKar
#RozaAurVideoDekhneSayInzaalHoJaye
#RozeMeVideoDekhKarInzaalHoJaye
#InzaalHoJayeRozeMeVideoDekhKar

Same Searcheing queries:
roze mein video dekhne se inzaal ho jaye
roze k doran video dekhne se inzaal ka masla
roze main video dekhne ki wajah se inzaal ho jaye
roze mein video dekhna aur inzaal ka samna karna
roze k waqt video dekhne se inzaal hona
roze mein video dekhna aur inzaal ka masla