Join Whatsapp Group Join NOW
Sawal:: Agar kisi ne sehri mein azan ke baad pani pi liya aur yeh samjha ke azan nahi hui hai, jab ke azan hochuki thi, toh uska kya hukam hai?
Jawab:
Surat-e-mas’oolah mein agar kisi ne bekhbari mein azan ke baad bhi kuch kha piya, toh us ka us din ka roza nahi hua, baad mein us roze ki qaza karni zaroori hogi, lekin kaffarah lazim nahi hoga, albatta pura din rozedaaron ki tarah bhuka piyasa rehna hoga.
Fatawa Alamgiri mein hai 🙂
Dalail:
“تسحر على ظن أن الفجر لم يطلع، وهو طالع أو أفطر على ظن أن الشمس قد غربت، ولم تغرب قضاه، ولا كفارة عليه؛ لأنه ما تعمد الإفطار كذا في محيط السرخسي.”
(كتاب الصوم،الباب الأول في تعريفه وتقسيمه وسببه ووقته وشرطه،194/1،ط:رشیدیة)
وفیہ ایضاً:
“تسحر على ظن أن الفجر لم يطلع ثم تبين أنه طالع فإنه يجب عليه الإمساك في بقية اليوم تشبها بالصائمين كذا في البدائع.”
(كتاب الصوم،الباب السابع في الاعتكاف،214/1،ط:رشیدیة)
Faqt Wallaho Aallmuo.
Fatwa No: 144410101602
Fatwa Center: Darul Ifta Jamiatul Uloom Islamia Binori Town
Related Hash Tags:
#RozeKaHukm
#SahariKaWaqtKhatmHoGaya
#BhoolKarPaniPeeneSeRozaNahi
#PaniPeeneKaTariqa
#RozaKiHifazat
#SahariKaAsar
#PaniPeeneKaFaida
#RozeKaAhmiyat
#PaniPeeneSeRozaTutega
#SahariKaWaqtKabtak
Same Searcheing queries:
sahari ka waqt khatm hone ke baad bhool kar pani peene se roze ka hukm:
1. Sahari ka waqt khatm hojane ke baad pani peene ka masla
2. Roze ka hukm aur sahari ka waqt khatm hone ke baad pani peene ka tariqa
3. Sahari ka waqt khatm hone ke baad bhool kar pani peene ka asar roze par
4. Roze ka hukm aur sahari ka waqt khatm hone ke baad pani peene ki masnoon dua
5. Sahari ka waqt khatm hone ke baad bhool kar pani peene se roze ka kya hukm hai
6. Sahari ka waqt khatm hone ke baad pani peene ki fazilat aur roze ka hukm