Sirf khayaalat ki wajah se mazi aane ki surat mein roza ka hukm

By Abdullah

Join Whatsapp Group Join NOW

Sawal:: Zaid ne biwi se boos o kinar nahi kiya, sirf ghalat khayalat apne zehan mein laya tha, aur in khayalat ko sochne ki wajah se ratubat nikal gayi, to kya roza fasid ho jayega?

Jawab:

Surat-e mas’ulah mein jab Zaid ne biwi ko chhua nahin, aur kisi qisam ka boos ya kinar bhi nahin kiya, balkay sirf khayalat ko sochnay ki wajah se mazi nikal gayi ya inzaal hogaya to aisi surat mein roza fasid nahin hua, albatta roza ki halat mein khas tor par is qisam ke khayalat se bachnay ki koshish karni chahiye.

Fatawa Shami mein hai 🙂

Dalail:

“(أو احتلم أو أنزل بنظر) ولو إلى فرجها مرارا (أو بفكر) وإن طال مجمع۔۔۔(لم يفطر) جواب الشرطـ”

(کتاب الصوم ،باب مایفسد الصوم ومالایفسدہ،ج:2،ص:396،ط:سعید)

فتاوی عالمگیری میں ہے:

“وإذا نظر إلى امرأة بشهوة في وجهها أو فرجها كرر النظر أولا لا يفطر إذا أنزل كذا في فتح القدير، وكذا لا يفطر بالفكر إذا أمنى هكذا في السراج الوهاج.”

(کتاب الصوم ،الباب الرابع،ج:1،ص:204،ط:دار الفکر)

البحر الرائق میں ہے
“(قوله: أو احتلم أو أنزل بنظر) أي لا يفطر لحديث السنن «لا يفطر من قاء، ولا من احتلم، ولا من احتجم» ولأنه لم يوجد الجماع صورة لعدم الإيلاج حقيقة، ولا معنى لعدم الإنزال عن شهوة المباشرة.”

(کتاب الصوم ،باب مایفسد الصوم ومالایفسدہ،ج:2،ص:293،ط:دار الکتاب الاسلامی)

Faqt Wallaho Aallmuo.

Fatwa No: 144409100615
Fatwa Center: Darul Ifta Jamiatul Uloom Islamia Binori Town

Related Hash Tags:

#KhayaalatSeMaziAaneKaHukm
#RozaKaHukmKhayaalatKeBunyadiHoteHain
#MaziAaneKiSuratMeinRozaWajibHotaHai
#KhayaalatKeAsarSeRozaMaziHoSaktaHai
#RozaRakhneKeLiyeKhayaalatParDhyaanDo
#KhayaalatKeBinaRozaSahiNahiHota
#RozaKaHukmKhayaalatKiBarkatSeHotaHai
#MaziAaneKiSuratMeinRozaQaimRakhnaZaruriHai
#KhayaalatSeMaziAaneParRozaKaiseRakhein
#RozaRakhneKeLiyeKhayaalatKoControlKaro

Same Searcheing queries:
Sirf Khayaalat ki Wajah se Mazi Aane ki Surat mein Roza ka Hukm

1. Mazi ki Surat mein Roza Toot Jayega?
2. Roza Rakhne ke Liye Khayaalat ka Kya Hona Zaroori Hai?
3. Roza Tootne ki Wajah Sirf Khayaalat ho Sakti Hai?
4. Khayaalat ki Wajah se Mazi Aane par Roza Kaise Qaza Hoga?
5. Mazi ki Surat mein Roza Tootne se Kya Karna Chahiye?
6. Roza Rakhne ke Liye Khayaalat ki Control Kaise Karein?