Zani Biwi ko Zehr de kar Marne ka Hukam

By Abdullah

Join Whatsapp Group Join NOW

Bad’kiradar Bv Ko Zehr Khela Kar Maarna

Table of Contents

Sawal

Agar Kisi Shaks Ki Biwi Zina Me Mubtala Ho. Or Shohar Ke Bar Bar Samjhane Or Saza Dene Se Be Baaz Na Aye.

Or Jab Ke Sang’saari Ki Saza Be Hakumat E Waqt Ki Tarf Se Jaari Nahi Ki Jati Ho, Tu Kiya Wo Shohar Apni Biwi Ko Agar Zehar Khela Kar Maar Dalna Chahe.

Tu Us Se Wo(Shohar) Gunah’gar Tu Nahi Ho Ga..?

Jawab

Shohar Ke Liye Biwi Ko Zehar Khela Kar Maar Dalna Jaiz Nahi Hai,

Is Liye Ke Islam me Zani Shadi Shuda Ki Had Rajm (sangsari) Muqar Ki Gai Hai, Or Hakumat Waqat Ya Us Ka Naaib Us Had Ko Jaari Kar Sakta Hai,

Shohar Ko Had Jari Karne Ka Haq Hasil Nahi Hai,

Lehaza Agar Kisi Shaks Ki Biwi Zina Me Mubtala Ho, Or Wo Biwi Ky Sath Rehna Na Chahe, Tu Usy Chahiye Usy Talaq Dy Kar Juda Karde.

Daalail:

Wallahu A’lam Bishawab

Ref: Darul Ifta Ul Ikhlas, Karachi
Fatwa Number: 6203